Ek Raat - Vilen.lrc

LRC歌词下载
[00:00.000] 作词 : Vilen
[00:01.000] 作曲 : Vilen
[00:20.793]Churaya hi kyun jab wo todna hi tha?
[00:25.782]Dil bhi woh toota hai jo mere paas nahi
[00:31.387]Dikhaya hi kyun jab munh modna hi tha?
[00:36.541]Seene mein hawa toh hai, par woh saans nahi
[00:41.777]Mere paas nahi hai, koi saath nahi hai
[00:47.191]Jo bata de mujhe baat yeh khaas nahi
[00:52.428]Dil udaas sahi hai, koi aas nahi hai
[00:57.904]Pagli aankhon ki nami hai yeh, barsaat nahi
[01:25.002]Main bhi na jaane kahaan kho gaya tha
[01:30.539]Zindagi bhi mujhse khafa ho gayi
[01:35.479]Jis din ki is dil ne khud se mohabbat
[01:40.838]Toh zindagi bhi mujh pe fida ho gayi
[01:45.812]Mere paas nahi hai, koi saath nahi hai
[01:51.185]Aur na hai ab kisi ka intezaar kahin
[01:56.462]Tere baare mein na sochun aisi raat nahi hai
[02:01.841]Par tu tode dil mera, teri aukaat nahi
[02:29.084]Aankhon mein dhuaan tha, maine dekha hi nahi
[02:34.289]Khushi peeche hi thi khadi daabe yeh hansi
[02:39.738]Dil bhi bola, "Sun bawre, akhiyon ke dushman
[02:45.141]Na main kabhi toota tha, na khoya tha kahin"
[02:49.811]Tere paas yahi hoon, yeh aawaaz main hi hoon
[02:55.090]Yeh kahani teri-meri hai, zamaane ki nahi
[03:00.451]Main dhadakta rahoon, tu bhi yoon hasta rahe
[03:05.840]Duniya jaaye saali bhaad mein, koi parwah hi nahi
文本歌词
作词 : Vilen
作曲 : Vilen
Churaya hi kyun jab wo todna hi tha?
Dil bhi woh toota hai jo mere paas nahi
Dikhaya hi kyun jab munh modna hi tha?
Seene mein hawa toh hai, par woh saans nahi
Mere paas nahi hai, koi saath nahi hai
Jo bata de mujhe baat yeh khaas nahi
Dil udaas sahi hai, koi aas nahi hai
Pagli aankhon ki nami hai yeh, barsaat nahi
Main bhi na jaane kahaan kho gaya tha
Zindagi bhi mujhse khafa ho gayi
Jis din ki is dil ne khud se mohabbat
Toh zindagi bhi mujh pe fida ho gayi
Mere paas nahi hai, koi saath nahi hai
Aur na hai ab kisi ka intezaar kahin
Tere baare mein na sochun aisi raat nahi hai
Par tu tode dil mera, teri aukaat nahi
Aankhon mein dhuaan tha, maine dekha hi nahi
Khushi peeche hi thi khadi daabe yeh hansi
Dil bhi bola, "Sun bawre, akhiyon ke dushman
Na main kabhi toota tha, na khoya tha kahin"
Tere paas yahi hoon, yeh aawaaz main hi hoon
Yeh kahani teri-meri hai, zamaane ki nahi
Main dhadakta rahoon, tu bhi yoon hasta rahe
Duniya jaaye saali bhaad mein, koi parwah hi nahi